Followers

Lakhnow ki larai
Lakhnow me do adabi khandaan se taaluk rakhne walay bachay lar rahe thay


Pehla bacha: Dekhye agar aap hamari baat nahi maane ge to hum aap ke walid-e-mohtaram ki shan me ghustakhan kalimaat pesh karen ge....


Dosra Bacha: To huzoor phir hum bhi aap ke rukhsaar-e-mubarak pe aisa tamacha baja laayen ge ke aap gaal gulaab ki pankhari ke maanind chamakne lagen ge...
 
Top