New Ansoo shayari | Ansoo shayari 2014 | Latest Ansoo shayari
Aik Ashk Ki Qeemat Ho Agar Aik Hi Paisa, To Suno, Tum Lakhon Ke Maqrooz Ho Mery..!!

Ansoo shayari 2014 | Ansoo shayari in Urdu | Ansoo shayari New 2014
Kab Tak Raho Ge Aakhir Yoon Door Door Hum Say? Milna Paray Ga Aakhir Ek Din Zaroor Hum Say..! Daman Bichaane Walay Ye Be-Rukhi Hai Kesi? Keh...
2013 Ansoo shayari | Ansoo Shayari | Sad Ansoo shayri
Tumhe to zabt-e-mohabbat ka itna daava tha, Yeh ashkk kese teri aankh se dhalak aaya..
Sad Ansoo shayari | SaD Ansoo shayari | 2014 Ansoo shayari
Jin ke honton pe tarb-khezz hansi hoti hai, Woh bhi rote hain kitabon mein chupa kar chehre.. (tarb-khezz;fake)
New Ansoo shayari | Ansoo shayari 2014 | Latest Ansoo shayari
Yeh kis maqaam pe le aaye hain tujhe halaat, Ke teri aankh bhi pur’nam dikhayi deti hai..
Ansoo shayari 2013 | New Ansoo shayari 2013 | Sad Ansoo shayari
Sabab har aik mujh se poochta hai mere ronay ka, Elaahi saari dunya ko mein kese raazdaa’n kar loon..
Ansoo shayari 2014 | Ansoo shayari in Urdu | Ansoo shayari New 2014
Yeh shararat bhara lehjaa to meri aadat hai, Tu har ik baat pe yu’n nam na kiya kar aankhain..
Ansoo shayari 2013 | New Ansoo shayari 2013 | Sad Ansoo shayari
Doobte chand pe royi hain hazaron aankhain, Main to roya bhi nahi, tum ko hansi kyun aayi?
Ansoo shayari 2013 | New Ansoo shayari 2013 | Sad Ansoo shayari
Zikr chairr dete hain jab gaye zamanon ka, Woh bhi roney lagte hain, hum bhi roney lagte hain..
Ansoo shayari 2014 | Ansoo shayari in Urdu | Ansoo shayari New 2014
Kam Khatey Hain, Kam Sotey Hain, Bohat Zeyada Hum Rotey Hain
2013 Ansoo shayari | Ansoo Shayari | Sad Ansoo shayri
Saif yeh din to qayamat ki tarah guzra hai, Jane kya baat thi, har baat pe rona aaya..
2013 Ansoo shayari | Ansoo Shayari | Sad Ansoo shayri
Sach kahoon apni mohabbat pe nidaamat si hui, Jab bhi dekhi teri utri hui surat meine..
Sad Ansoo shayari | SaD Ansoo shayari | 2014 Ansoo shayari
Kitni be’sabar zaroorat thi ke us ke ghar ke log, Bech aye hain shajjar kaat ke phall se pehle..
Ansoo shayari 2013 | New Ansoo shayari 2013 | Sad Ansoo shayari
Sabab roney ka woh poochain to itna kehna Qasid, Mujhe hansna nahin ata jahan par tum nahin hote..
Sad Ansoo shayari | SaD Ansoo shayari | 2014 Ansoo shayari
Ghar ki taameer chahey jesi ho, Uss main roney ki kuch jaghaa rakhna..
New Ansoo shayari | Ansoo shayari 2014 | Latest Ansoo shayari
Kaha tha na usey mat zabt karna, Woh aansuu ab samandar ho geya naa..
Sad Ansoo shayari | SaD Ansoo shayari | 2014 Ansoo shayari
Woh humain jab tak nazar aata raha taktey rahe, Geeli aankhon, ukhrrey lafzon se duaa dete huye..
Ansoo shayari 2014 | Ansoo shayari in Urdu | Ansoo shayari New 2014
Awaaz main thehraao tha aankhon main nami thi, Aur keh rahe they maine sab kuch bhulaa diya..
Ansoo shayari 2014 | Ansoo shayari in Urdu | Ansoo shayari New 2014
Paaney se khoney ka mazaa aur hai, Band aankhon se roney ka mazaa aur hai..
Ansoo shayari 2013 | New Ansoo shayari 2013 | Sad Ansoo shayari
Guzray lamhaat ki yaadon ne rulaaya us ko, Chaand ko dekhne wo shakhs jo chhat par nikla..